Monday, May 8, 2017

Ab bhi chand mein khargosh nazar aata hai
Bachpan ka sukoon ab bhi kahin baaki hai
Ab bhi pehli baarish muskaan le aati hai
Upar wale ka karam, kuchh achhai shayad ab bhi kahin baaki hai

2 comments: